guys yeh story likhi toh abhijeet sir ke birthday par thi lekin kabhi post nahi ki kyuki idea nahi mila toh plz help me ki mein iske baad kya likhu
abhijeet - i am sorry daya mein tumhari narazzgi sehen nahi kar sakta...mein jana chahta hu...
daya - pagal mat bano abhijeet dekho mana ki mein naraz hu lekin ye matlab nahi ki tum mere karan puri team ko chod kar jao..
abhi - daya team mein se koi itna karib nahi jitna tum ho or mein ye seh nahi sakta ki tumhari ankho mein mere liye nafrat ho... is lea i want die..
daya (tearly) - abhi...plz... esa... esa.. mat bolo plz...
but abhi got dissapered
he opened his eyes... he was full of sweat...and breathing heavily... his phone rang he picked up it... and saw message
* meet me in beuro coffee shop *
- acp sir ( he got up and fresh eat his breakfast took the keys and went)
in coffee shophe saw all shop was empty... only one person was sitting... he went near him
person - apne mujhe bulaya sir...
acp - ha daya chalo tumhe kisi se milwana ha (and he stood up the person also stood up and started moving...)
person sat on driving seat and acp sat on passenger seat...
acp - gadi sia ke ghar le chalo daya...
daya - sia ke ghar?
acp - ha vo bata rahi thi ki use tumse kuch kehna ha or kuch dena ha..
daya - lekin sir vo toh...
acp - nahi daya vo zinda ha un gudo ki sazish thi lekin team ne bacha liya ha use
daya drived to sia 's house...
sia 's homeboth came out and rang the doorbell
sia open the door...
sia saw them...
acp (smiling) - sia beta ye ha daya uncle...
sia (happily) - daya uncle (and he hug him)
sia - uncle abhijeet uncle kese ha...
(both look at each other)
acp - vo thik ha beta...
sia (happily) - iska matlab vo ghar aa g* kya mein unse mil sakti hu...
acp - nahi beta abhi nahi vo ghar nahi ae vo hospital mein ha so rahe ha bahut gehri neend mein soo rahe ha.. or use sirf daya ke ilawwa koi bhi nahi utha sakta
(daya downed his head) sia (bite his tounge) - ok mein unhe pareshan nahi karu gi (to daya) daya uncle jab app unhe utao ge na tab mujhe bata na...
daya - beta app ne mujhe kyu bulaya...
sia - oh mein toh bhul hi g* (and took out something from her pocket)
sia - daya uncle ye letter abhijeet uncle ne mujhe tab diya tha jab vo ladh rahe the or mujhe bhagne ko kaha tha ki apko dedu...
daya - letter mere liye? ( he hold the letter and open it sia went )
daya -
daya ,
jab ye letter tumhe milega toh shayad mein is duniya mein nahi hoga...yah mumbai na hu kyuki ek alag si felling ho rahi ha ki tera or mera sath yehi tak tha( both acp and daya shocked and look each other) jo bate is letter mein aage likhi ha unpar vishvass karna daya ye meri akhri wish ha... ab jayada nahi ghumau ga point par auga...
daya tum puchte the... na ki mene vo letter shreya ko na dekar tumse tumhari kushiya kyu chinli aj uska karan bata hu...
daya mein tumhara letter dene gaya tha lekin shreya ke papa ne vo letter dene se rok diya unhone paise udhar liye the.. sidhat ke papa se rakam bahut badi thi jiske badle unhone unse shreya ka hath manga tha (tears started growing in his eyes his voice become teary) mera vishvas kar yaar mein tujhe ese chot nahi pahunchana chahta tha or nahi tere pith par chura marna chahta tha (now it enough for him tears started rolling down from his eyes... and acp also knowing the reality of his sons fight)
daya - mein toh tujhe khush dekhna chahta tha socha tha ki sameer ke baap ko sare paise lotake shreya ka hath tere liye manglu ga lekin pata nahi kyu esa lagraha ha ki mein ab or nahi seh kar pau ga... islea mene faisla kiya ha ki mein tum logo ki shaddi ke baad chale jau ga taki tum log apni new life enjoy kar sako...
haa.. ha.. chinta maat kar apna credit card chod jauga.. or vese bhi us card ki jarurat nahi ha... tu soch raha hoga na ki badi rakam dene ke baad mera account toh khali hoga toh is card ka tu kya kare ga nahi daya...account khali nahi ha sare paise meri maa ke the...ye mat samajhna ki ehsaan kar raha hu samajh le ek maa ne apne chote bete ko nai jindagi jeene ka ashirwaad diya ha... tujhe islea bataya taki tu ye janle ki shreya teri ha ab teri zimadari ha vo
humshe khush rehna or sir ko sorry bol dena
tera...
abhi
now it was enough for dsys he could not stand on his feet and sat on knees... and started crying acp was also crying... some one kept hand on daya's shoulder he hugged hum...
sia - uncle...
(daya seprate and saw he was hugging sia)..
sia - app ro kyu rahe ho...
daya clean his tears.. and fakely smile
daya - nahi beta mein kaha ro raha hu...
sia - oh abhijeet uncle ne apko danta... areh is me rone ki kya baat ha vo toh hsi he akdu.. (daya smiled).
daya - nahi beta mujhe kisi ne bhi nahi danta.. ulta mene use hurt kardiya.. bahut zayada hurt..
sia - sorry manglijiye fir...
daya - beta jo galti mene ki hai na uski koi bhi uske liye koi bhi maff nahi kar sakta..
sia patted her head.. acp smiled
sia - offo sachme abhijeet uncle sahi kehte ha unka bhai number ka Bevakoof ha..
(acp brust out laugh daya saw him)
acp - mein ata hu
and he went daya look at sia..
sia - daya uncle mein bhi galti karti hu kai barr bahut badi galti lekin meri mummy or papa mujhe its ok keh dete ha... ap toh abhijeet uncle ke bhai ho or vo bhi chote... thodi si dant pade gi jayada der thodi na gusa kare ge...
daya - (dreamy tone) nahi beta vo itna naraz itna narraz ki baat hi nahi karna chahta..
sia - ek bari Koshish toh kijiye... plz... mere liye..
daya saw towards her and patted his cheeks and went