A/N HI GUYS HOW R YOU ALL?AS PROMISED I'M TRYING TO WRITE OS. HOPE YOU ENJOY IT
LET'S START
P1(strictly)-Sir dressing karwa leejiye
P2(carelessly)-Arey choti si chot hai
P1(a bit angry)- Sir Maine pucha nahi bataya
P2(smirking)- Senior ko order
Daya(embarrassed)- arey main bas..wo matlab
Abhijeet (smiling)- Ghar lautte wakt karwa lunga..
Daya (smiling to hide embarassment)- thik hai sir
***********************
Abhijeet (irritated)- koi to muje bohot gyaan deta tha ki chot lagne par turant first aid lagani chahiye.. toh sub insp daya apka apne apko leke kuch aur khayal hai...
Daya(shyly)- Sir aisi koi Baat nahi... Bas case ke chalte time nahi mila
Abhijeet (angry) - toh tum muje bol sakte the... agar main nahi dekhta toh tum ab bhi dressing nahi karte...
Daya(hurriedly) - Sir main nikalta hoo.. dressing karwa loonga raste mein
Abhijeet (taunting) - Sorry daya Lekin Iss mamle Mein muje tumpar Bilkul bharosa nahi... hum sath chalenge doctor ke pass... Aao Jaldi I'm waiting in the jeep
Daya(thinking) - Zindagi mein pehli baar kisine mere chot par dhyaan di...thank you sir... Bohot sukun mila
Daya(aloud to abhijeet) - Aaya sir
He then quickly wrapped up his work and went downstairs.
*************
Abhijeet (panting) -D..ay..a de..kh..o hu..m d..on..o mar jay..en..ge a..is..e tu.. m nikl..o...
Daya(determined) - Nahi abhijeet niklenge toh hum dono eksath niklenge...main apko chodke nahi jaa raha
Abhijeet (trying once again) - Dek..h..o d..ay..a tu..m ra..tio..nall..y so...cho m..uj..e sup..po..rt kar..ne ke ch..ak..kar mei..n tum..ari ja..an..
Daya(cutting him) - Jaan ki fiqar maine kabhi nahi kiya... aur agar aaj mere mentor and best friend ko support karte waqt meri maut hui... toh usse achi maut mere liye kuch
nahi hogi
Abhijeet looked at him with teary eyes...
Daya (in much pain) :A.. bh.. ije.. et ap..ko ni..ka..ln..a ho..ga n..a go..li...
Abhijeet (scared) : Daya mujse nahi ho payega..hum yaha se nikalne ki koshish karte hai...
Daya(trying to make him understand) : Ple..a..se bo..ss t..u..m ka..r pa..y..oge
Abhijeet (teary eyed) :Hmm
He first heated the forceps with a lighter and with trembling hands took out the bullet from daya's body.
He noticed that daya's face was white with pain..
Daya(weak smile) :C..ong..rats bo..ss do..ctor ka k..aa.. m mei..n bh..i m..ah..ir
Abhijeet could just smile in relief
********
Daya(strictly) - Tumse kisine pucha?... Maine keh diya nahi discharge ki baat nahi karunga...end of discussion
Abhijeet(buttering him) - Arey daya tumse acha dost duniya mein kisike pass nahi hoga...aur tum apne dost ke sath aisa karraheho
Daya(smiling) - Kya yar makhan bhi kharab lagate ho... Chee.. Chee
Abhijeet (angry) - kya tuje main Abhi dekhta hoo
Daya(still smiling) - Arey boss bees saal se Dekh rahe ho... man nahi bhada?
Abhijeet (super angry ) - tumse toh baat karna bekaar hai
Daya(controlling his laugh somehow) - Arey Baat bhi to bees saal se karrahe ho...happy realisation
Abhijeet (irritated) - huh
And saying so abhijeet went to sleep
Abhijeet (thinking) - Abhi to atleast chalees saal aur dekhna hai tuje... mera to jannat ka safar bhi tere bina unsuccessful hain.
Abhijeet (joyfully) - chal Aaj kuch bahar se lelete hai
Daya(absent-minded) - OK yaha se lelete hai
Saying so he stopped a car
Abhijeet(suspicious) - tu sure hai? Yehi se lena chahiye?
Daya (still in his own world)- hmm tum jake lelo
Abhijeet (raising his voice a bit) - Acha Lekin Tumhe to yaha ka khaana pasand nahi
Listening to abhijeet daya looked up and saw he had parked his car in front of the hotel whose food he hated
Daya(fake smile) - Wo actually mera dhyaan kahi aur tha.. Chalo dusre restaurant ...
Abhijeet(seriously) - gaadi ghar ki taraf lo...tumare gale se aaj waisebhi khana nahi utrega
Daya(fake laugh) - kya yaar kuch bhi... mere gale se khana na utre aisa ho sakta hai...
Abhijeet(calmly) - daya bees salon mein tumari asli aur nakli muskaan mein antar samaj gaya hoo... gaadi ghar ki taraf lo
Sighing daya again hit the road
After sometime
Abhijeet(seriously) - tum muje bacha liye...tumne sahi time pe muje dhakka de diya...muje goli nahi lagi
Daya(morose) - Aur agar kabhi chuk gaya toh..
Abhijeet(determined) - Tum is mamle mein kabhi nahi chukoge daya
Daya(to change the mood) - Iss Baat pe Aaj Ghar pe hi Acha khana bana dena
Abhijeet(shaking his head) - mere pass koi aur option hai?
Daya(joking) - Bilkul nahi
And the qualis echoed with the sound of duo's laughter
Daya (speaking with efforts)-Ab..h..i s..ha..yad hu..m..a...ra s..a..far ye..hi ta..k ka th..a a..p..na b..o..h..o..t kh..a..yal r..akh..na
Abhijeet(controlling his tears) - Bakwaas band kuch nahi hoga tuje
Daya(smiling sadly) - m..uj..h..e n..a. s..h..o..lay k..a a..k..hri. s..ce..ne y..a..ad aa r..ahi h..a..i
Abhijeet(determined) - humari dosti ka kahani Waise end nahi hoga daya...mere hote hue tuje kabhi kuch ho nahi sakta
Yes God let abhijeet fulfill his promise as daya defeated death once again.
***********
A person came out of his dreamland hearing the landline ring
He went towards it and picked it up
Daya- hello
Abhijeet (angry) - hello ka bacha... tune meri Jaan nikal di thi yaar..muje laga teri tabiyat zyada kharab ho gayi thi... Kabse phone karraha hoo.. Main abhi bureau se nikalne wala tha
Daya(annoyed) - Arey itni choti se chot par tumne Ghar Mein kyu bitha diya.. Kitna bore ho raha hoo
Abhijeet(angry) - agar kisi maha purush ko do baar chaku lagna choti Baat lage toh main kya kahu...mudde pe aao phone kaha hai tumara?
Daya(irritated) - mere phone silent pe tha...and landline pehli baar Mein hi utha liya
Abhijeet(sarcastically) - Mobile phone Baat cheet ke liye hoti hai shayad
Daya(taunting) - tum aur tumara lectures... Cid officer kyu bane... professor ban jate aur bacho ko lecture dete rehte... Chalo bye.. huh
"Kitna khadoos hai..lekin kash iss khadoos ko har janm mein jhelna pade...waise aur kisi Mein itna talent kaha" saying so daya smiled and went to do his daily chores.
A/N KAISA LAGA GUYS BORE TOH NAHI KIYA?
PLEASE REVIEW AND CAN I EXPECT ATLEAST 35 REVIEWS?
EAGERLY WAITING